Wednesday, 8 January 2014

Tesri Jang E Azim

Assallam o alikum 

DearFriend 

1:30:00 AM 27-01-1991 Esvi 32N57 , 72E37 
11-07-1411 Hijjri
Ye Word agr Ilum e Hindsa Waly Samaj Saken To an Qareeb Ak Badshahat Qaim Ho Gi jo Yaqeenan Ak Kamyab Badshahat Ho Gi 
Haqiqat Samjoo ap 

1=30 Matlab Ak Se Murad Khuda e Wahid Hi Ak Hai 
Aur Ilum E Najoom Mn 1 Sun ka Word Hai Matlab (Badshahat)
Yani ye Badshahat 30 K baraber Hai 
Ab Ak Aur masla 30 Kia hai
To Agy Chalty Hain .......
27-01-1991 Ko Agr Jama Kia Jay To =30 Ho Jay Ga Aur 3+0=3 To Ilum e najoom Mn 3 Mushtri Se Related Hai Aur Mushtri Ropay Ka Aur Mazhab Ka Siyarah Hai 
Yani Ak jo khuda Ki Badshahat Hai Wo Mazhab Islam ki Hai 
Ab Sawal Ye Paida Hota Hai K 27-01-1991 kia Hai 
Agr Hum 1991 ko Raight Hand Se start karen to pata chaly ga is tarha 
1 se murab sab se pehly khuda ki badshahat ti ( yahan ALLAH ko is liy mn ne rakha howa k baqi sab mazab waly khuda k sath kisi na kisi ko sharik Karty Hain Siraf Musliman Hi Hain Puri Dunia mn jo allah k illawa kisi ko khuda nai manty)
   us k bad 9 atta hai jo muslimano ny jange lari q k 9 marikh ka addad hai aur marikh ko jang ka divta ka nam b daty hain Is liy do 99 aty hain to do jangoon se murad hai is ki aur pir ak ata hai is se murad ye k 
do jangoon k bad badshahat jo qaim hoi wo b khuda e wahid ki ti 
1991 se murad yo howa k do jangeen guzar chuki hain hain aur ab se mutalaq ye hai 
01-1991 Aur Ak Badshahat ho gi aur us hi mn pir ak badshahat qaim ho gi kab (tab jab k muslimanoo ki halat ghair ho chuki ho gi matlab ye k pir musliman kufar ki taraf jana shuru kar deen gy aur aur islam pir se khatme ki taraf jana shuru ho jay ga yani sidhi si bat zamana jahliat pir se shuru ho jay ga)
27-01-1991 ab puri ho hai date matlab 27 ko apas min jama kareen to 9 banta hai aur 9 se murad ap ko bata chuka hoon k jang hai jis ko dunia waly tisri jang keh rahy hain wo is 27 se murad hai 
27 asal mn taqseem kar k bataya gia hai lekan ye muj ko b samaj nai aa raha 
 lekan itna janta hoon k is 27 ki taqseem 11-07-1411 hijjri mn kar di gai hai 11 se murad 2 aur 7 ki mazid taqseem kar k dikhaya gia hai 1411 mn to is se murad ye hi hai 27-01-1991 ko paida hony wala ye kary ga ya is din ko kuch ho ga is se matlab hai 
aur kahan kary ga ya sab kahan ho ga to agy chalty hain g
   32N57 , 72E37
ye do pehlo hain    32 = 5 N 57 = 12=3                aur        72 = 9 E  37 = 10 = 1 

32 k 5 ko aur 57 k 3 ko agar jama(+) kia jay to 8 banta hai 8 zuhal ka word hai 
aur ye nahosat ka aur zaminoo ka siyara hai 

ab dosri taraf 

72 k 9 ko aur 37 k 1 ko asal mn taqsim kar is liy dikhaya giya k 9 se murad jang aur 1 se kamyabi 

aur dono ka majmooa 9+1 = 10 = 1 
8 aur 1 se murad Ap Ko Samaj jana Chahiy
K Zamin Pe Ak Badshahat Aur Wo Sirf Khuda Ko Badshahat qaim kary Ga Ya Ho Gi 
ab kon C zamin ki Bat hai To N ar E se Saaf Zahir Hai K 
North East mn 

Yani  shumal Mashraq mn ak Badshahat Qaim Ho Gai Kab 1=30 matlab 30 Saal Bad 
To ab 27-01-1991 Se 30 Saal Kab Poory hoty ye to ap b hisab laga sakty ho 2021 mn pory hoon gy to is k bad pata chal jay ga ap ko b aur dunia ko b jb islam is dunia pe super power ho ga 
inshallah 
 



No comments:

Post a Comment